How to resize password photo (in Hindi)

Hallo friends aaj main aapko isme photo Ko resize password photo kase banaate hai vo Android phone ke pick art application se! Kya hota Hai friends jab ham koi online form bharte Hai to us samya kuch docoments upload karna hota Hai jiska size 100kb se kam ka Hona chahiye ab ham jante Hai ki normal images 1800-1900kb ka hota Hai ase me hame koi alag se application vagera install karna padta Hai so friends aaj main issi topic par baat karunga
Sabse pahle aapko gallery ma image select kar setting Ki details par ja Kar image ki KB dekh sakte Hai iss image ki tarah 

Is tarha Aap check Kar sakte hai
Iskeliye aapko pick art application open Kar le yu to yah sabke pass hoti Hai but iska feature kaiyo ko kam pata hota Hai agar aapke paas nahi Hai to aap play store ma taype Kare pick art our search kare ab aapko asa Icon dekhga
.  
Ab aap install Kar open Par click kare than aapko niche pulas ka chinh hoga click kare than edit Kare photo select kare ab aapko use tools par jaana hai
Ab aapko is image ma resize ka option dikh Raha Hai us par click Kare than aapko AK pop-up khulega jisme aapka image ka jo width hoga uska aadha Kar Dena Hai ab usko save Kar le than check karne ke liye aap upar ki tarah fir se chack Kar sakte Hai ab aapki image ki  kb 100 se bhi kam ho Gaya hoga
So friends issko follow Kar Aap resize Kar sakte hai
Kasa laga yaha topic agar achha laga to like our comment karna na bhule thank you

No comments