How to apply voter card online (in Hindi)

Hallo Dosto voter​card online Ghar bathe kase banaye Aaj Ki date m sabke pass voter card hona bohut compulsory ho gaya hai there for Aaj ma iske bare kase apply Kare Kya hame chahiye our friends smart phone ke through aapko bataunga pahle hame voter card keliye lambi line m wait karna padta Tha our us ka stuts janne ke liye fir hame confirm karna padta Tha ab narendar modi ji duara all India digital Kar rahe Hai ase m jinhe bhi thoda jyada internet mobail ke baare m patta hi vo is to topic ko follow Kar samajh sakte hai so hallo friends chahiye suru Karte Hain
Is ke liye apko Google chrome browser ma taype Kare www.nvsp.com ya aap http://www.nvsp. yaha se bhi jaa kar cuch asa page show hoga
Isme aapko apply online for ragester par click Kare than aapko AK asa form khulega jiske uppr likha hoga start lagi hui chinh ko khaskar bharna bai 
  • Isme sabse pahle Apna state daalekar country darling
  • AB unma likhi condition ko follow Karte huye Apna name bhare niche agar aapka upname Hai to daale varna chhod sakte Hai
  • Apna naatedar ka name add Kare 
  • Naatedar ka relation select kare
  • Niche Apna age daale
  • Male female select kare
  • Apna house no galli number City town vagera bharle
  • Post office ka name bhare than
  • Apne place ka PIN code daale
  • Niche agar aapka same address Hai to same a abouv par click Kare varna bhar le 
  • Apne relationship ka EPC nomber daale vo aapko voter card m mil jaayega 
  • Condition ko follow Karte huye email phone number daale
Than apko docoments ki image kam seekam 100kb se kam ka Hona chahiye isme ak photo our age proof our address proof daale 
Than aapko niche currently address dalkar submit Kare ab aapko isme ak code hoga jisse copy kar rakha Lena Hai stuts check karne ke liye so friends yaha topic kasa laga agar achha laga to like our comment kar jarur bataye thanks all friends

No comments