What is Recurring deposit (in Hindi)

Hello friends aaj main recurring deposit ke baare mein aap ko bataunga Is Se Pehle ki Main pichli topic me fixed deposit ke baare me bataya tha
Recurring deposit kya hai
Recurring deposit unkeliye important Hai jo thoda thoda Kar pase jama Karte Hain isme Kya hota Hai ki jase hame cuch year baad koi koi saaman khridna Hai our us ke liye abhi hamare account ma pase nahi Hai our agar ham khi jama bhi Karte Hain monthly hame jama karana padega to is me an baar satting Kar lene baad jitne saal ka time dya hoga byaaj ke saath automatically aapke Bank mein aa jayega iskeliye aapke bank ma pan card juda Hona chahiye
Bank se pan card kase jode online
How to open a recurring deposit
Ma aapko online sbi internet banking ke jariye btaaunga sabse pahle Apne www.sbi.com ma login Kare is image anusaar e fixed deposit Par click kare fir aapko kinare ma e rd fixed deposit likha hoga us par click Kare
Ab aapko isme vo already select haoga continue Kar Apna profile password daalkar continue kare dusre page ma
 aapko monthly kitna payment Dena Hai vah likh Kar our agar Aap 60saal se upar ke Hai to senior citizen select kar niche intraste rate dekh le
Submit Kare ab aapko AK otp cod daalkar continue kare bas hogaya recurring process agar apako achh laga to like our comment karna na bhule thank you 

No comments