Google maps Kya hai?us par apna address kase daale

Hallo friends Google maps Kya hai Kai friends jaante honge our chalate bhi Hai  lekin ye unke liye important Hai Jo nahi jaante
Google maps Kya hai
Google maps ak nakasaa Hai Jo ham aaram se apni current location dekh sakte Hai friends Kai baar Kya hota Hai ki ham kahi chale Gaye our vaha Jaane k bad hame current place ka name patta vagara puchne k liye kisi se puchte Hai ya hame Gali address to patta Hai but hame vaha ka name nhi patta to ham kase kisi taxi vaale ko Bata Bata sakte Hai ase m friends kaafi dikat hota Hai aaj kal to harak k pocket ma smart phone hota hi Hai lekin Kai logo k hote huye bhi unke faayde nahi pataa so chaliye friends dekh lete Hai
Sabse pahle aapko smart phone ma Google maps open karna hai besikli yah aap pahle se phone ma hota Hai
Asa cuch icon hoga ab isme apna gemail id se login Kar le ab aapko vah automatically aapka current place location par le jayega or aap dekh sakte Hai apni details vagara ab jaha jaana Hai us maps k through vaha ka name patta kar taxi vaale ko Bata Kar apna kaam bahut aasaan ho jaata Hai

2-) apna name address kase daale 
Names addresses ki Kya jarurat friends hota Kya Hai ki hmare pass koi shop Hai ya Ghar Hai mandir school college store etc... Vagara Hai our hamare paas koi visiter aa raha Hai to baar 2 phone karna name address batana difficult padta Hai ase m ham maps ke saath address jod Kar koi bhi aapka shop school college vagara ka name search Kar address dekh sakta Hai iske liye aapko maps application khole
Ab aapko 3line dikhegi us par click kare ab niche kare aapko add a missing place lokha dikhegi jis par click kare ab apna place ka name address our category select kar le our agar aapka website Hai to daale Varna phone number daalkar​cuch apne place ka 2,4photo bhi daal sakte Hai than apna current location par click kare fir done Kar de 48 hours k bich aapka address add ho jayega
Agar aapka iske related Koi question ho to bejhijak Puch sakte Hai our achha laga to apne friends ko share karna na bhule thanks

What is Google hidden feature (in Hindi)

How to add pan card our from Bank (in Hindi)

No comments