Ghar bathe online internet banking kase le

Hallo friends Aaj Mai aapko Ghar bathe online internet banking kase le iske bare ma bataunga
Internet banking Kya Hai
Kai baar aapne suna bhi hoga iske bare ma but abhi bhi Kai friends ko nahi pata internet banking ak mini bank Hai jo ham Ghar bathe costmize Kar sakte our bhi uske jariye aadha kaam ko swole jata Hai
But friends yah topic unkeliye important Hai jinka khud ka shop Hai ya jyda Jaana aana hota Hai but isko lene se pahale all friends Ko dhyan Rana chahiye
Internet banking se Kya Kya Kar sakte Hai

  1. Apne account ka balance our saari transection dehkh sakte Hai
  2. ATM blocke unblock and new apply Kar sakte Hai
  3. Fix deposit reclining deposit chlaan income tax etc costmize Kar sakte Hai
  4. Apne profile name sms email etc update​Kar sakte Hai
BANK interest Ko new scheme update ke baare ma Jan sakte hI and our bhi bohut kuch Kar sakte Hai
Isko kase le
Isko lene ke liye sab Bank ka alag alag process hota Hai but ma aapko SBI account Ko lakar batata hu
Sabse pahle browser ma likhe www.sbi.com is page Par aayenge


Images ke sath continue kare than aapko new user ragester Par click kare ab aapko chhota pop-up khulega jisme aapko likha hoga agar aapne Bank se internet​ user password kit le rakhi Hai to yaha fill up Kar login Kare but ham online le rahe Hai ok click Kar dusre wendow ma Apna account number Jo aapko saari details passbook ma Mil jayegi capcha daalkar Kar submit Kare
Ab ragester nomber se otp cod daalkar continue kare
Fir aapko do options ayenge jisme pahla already select haoga jisme aap user id sms ke through lenge ya Bank branch se to hame sms se Lena hai to select rahne de our continue kare ab aapka ATM details daal deni Hai submit Kare fir Apna password choose Kar retaype Kare ab  aapka Internet banking ban Gaya ab Apna ueser and password daalkar login Kare than 
Apna transaction profile password tayar Kar le bus ho Gaya
So Friends achha laga to like our comment kare thank

1 comment